Jiyaa o jiyaa o jiyaa kuchh bol do

जिया ओ जिया ओ जिया कुछ बोल दो
Year
Language

हो हो!! आह हा…
(जिया ओ, जिया ओ जिया कुछ बोल दो
अरे ओ, दिल का पर्दा खोल दो ) - 2
आह हा आ…
जब प्यार किसी से होता है
तो दर्द सा दिल में होता है
तुम एक हसीन हो लाखों में
भला पाके तुमे कोई खोता है
जिया ओ, जिया ओ जिया कुछ बोल दो
नज़रों से कितने तीर चले
चलने दो जिगर पर झेलेंगे
इन प्यार की उजली राहों पर
हम जान की बाज़ी खेलेंगे
इन दो नैनों के सागर में
कोई दिल की नैया डुबोता है
ओ जिया ओ, जिया ओ जिया कुछ बोल दो
अरे ओ, दिल क पर्दा खोल दो …
तुम भी तो इस आग में जल्ते हो
चेहरे से बयां हो जाता हैं
हर बात पे आहें भरते हो
हर बात पे दिल थर्राता है
जब दिल पे छुरियां चलती हैं
तो चैन से कोई सोता है
जिया ओ, जिया ओ जिया कुछ बोल दो
अरे ओ, दिल का पर्दा खोल दो

ho ho!! āh hā…
(jiyā o, jiyā o jiyā kuchh bol do
are o, dil kā pardā khol do ) - 2
āh hā ā…
jab pyār kisī se hotā hai
to dard sā dil meṅ hotā hai
tum ek hasīn ho lākhoṅ meṅ
bhalā pāke tume koī khotā hai
jiyā o, jiyā o jiyā kuchh bol do
nazroṅ se kitne tīr chale
chalne do jigar par jheleṅge
in pyār kī ujlī rāhoṅ par
ham jān kī bāzī kheleṅge
in do nainoṅ ke sāgar meṅ
koī dil kī naiyā ḍubotā hai
o jiyā o, jiyā o jiyā kuchh bol do
are o, dil ka pardā khol do …
tum bhī to is āg meṅ jalte ho
chehre se bayāṅ ho jātā haiṅ
har bāt pe āheṅ bharte ho
har bāt pe dil tharrātā hai
jab dil pe chhuriyāṅ chaltī haiṅ
to chain se koī sotā hai
jiyā o, jiyā o jiyā kuchh bol do
are o, dil kā pardā khol do