मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई
मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई -2
सूखे पत्तों का बचा ढेर जला दे कोई
मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई
मेरी पहचान का एक शख़्स इसी शहर में है -2
मैं भी ज़िन्दा हूँ ज़रा उसको बता दे कोई
मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई
कुछ तो तन्हाई का एहसास मुझे कम होगा -2
मेरे साये से अगर मुझको मिला दे कोई
मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई
सूखे पत्तों का बचा ढेर जला दे कोई
मेरे ख़्वाबों का हर एक नक़श मिटा दे कोई
mere khvāboṅ kā har ek naqaśh miṭā de koī -2
sūkhe pattoṅ kā bachā ḍher jalā de koī
mere khvāboṅ kā har ek naqaśh miṭā de koī
merī pahchān kā ek śhakhs isī śhahar meṅ hai -2
maiṅ bhī zindā hūṇ zarā usko batā de koī
mere khvāboṅ kā har ek naqaśh miṭā de koī
kuchh to tanhāī kā ehsās mujhe kam hogā -2
mere sāye se agar mujhko milā de koī
mere khvāboṅ kā har ek naqaśh miṭā de koī
sūkhe pattoṅ kā bachā ḍher jalā de koī
mere khvāboṅ kā har ek naqaśh miṭā de koī