जिसके लिए तड़पे हम ... यही है वो साँझ और सवेरा
र: जिसके लिए तड़पे हम सारा जीवन भर
यही है वो साँझ और सवेरा -2
आ: जनम-जनम से अँधेरा था मेरी राहों में
ये बात कब थी भला मदभरी फ़िज़ाओं में
र: सबा बहार के डोले में तुमको लाई है
के आज सारी ख़ुदाई है मेरी बाँहों में
चला गया ग़म का वो अन्धेरा
मिलन हुआ प्यार का सुनहरा
जिसके लिए तड़पे …
आ: तुम्हीं छुपे थे मेरी ज़िन्दगी के दर्पण में
तुम्हारा प्यार समेटा था अपने दामन में
र: जले हैं प्यार के दीपक बना धुआँ काजल
खिले हैं फूल तमन्ना के दिल के आँगन में
मिला मुझे साथ संग तेरा
चमक उठा है नसीब तेरा
जिसके लिए तड़पे …
आ: मेरी पलक तुम्हारी पलक का साया है
ज़बान-ए-दिल पे तुम्हारा ही नाम आया है
र: निसार ऐसी ख़ुशी पर हमारी सारी उमर
के हमने चाँद को अपने गले लगाया है
तुमने रंग प्यार का भरा गहरा
निखर गया आसमाँ का चेहरा
जिसके लिए तड़पे …
ra: jiske lie taṛpe ham sārā jīvan bhar
yahī hai vo sāṇjh aur saverā -2
ā: janam-janam se aṇdherā thā merī rāhoṅ meṅ
ye bāt kab thī bhalā madabhrī fizāoṅ meṅ
ra: sabā bahār ke ḍole meṅ tumko lāī hai
ke āj sārī khudāī hai merī bāṇhoṅ meṅ
chalā gayā ġham kā vo andherā
milan huā pyār kā sunahrā
jiske lie taṛpe …
ā: tumhīṅ chhupe the merī zindgī ke darpaṇ meṅ
tumhārā pyār sameṭā thā apne dāman meṅ
ra: jale haiṅ pyār ke dīpak banā dhuāṇ kājal
khile haiṅ phūl tamannā ke dil ke āṇgan meṅ
milā mujhe sāth saṅg terā
chamak uṭhā hai nasīb terā
jiske lie taṛpe …
ā: merī palak tumhārī palak kā sāyā hai
zabān-e-dil pe tumhārā hī nām āyā hai
ra: nisār aisī khuśhī par hamārī sārī umar
ke hamne chāṇd ko apne gale lagāyā hai
tumne raṅg pyār kā bharā gahrā
nikhar gayā āsmāṇ kā chehrā
jiske lie taṛpe …