जिसके लिए सपनों में तुम हो ... देखो पिया वो
जिसके लिए सपनों में तुम हो
जिसके लिए सपनों में गुम हो
देखो पिया वो मैं ही तो हूँ
याद आया क्या मैं खुद क्या बोलूं
तुमने मुझे चाहा है सदा
जिसके लिए सपनों …
तुम्हारे ख्वाबों में गूंजे वो राग हूँ मैं
तुम्हारे दिल में है जो वो मीठी मीठी आग हूँ मैं
मैं तुम्हारी कल्पना हूँ कह रहा है जिया
सुनों ना पिया
जिसके लिए सपनों …
ये पल अनोखा है समय की राहों में
जो कल था ख्वाबों में है अब निगाहों में
जिसने मेरे सपनों में है रंग सा भर दिया
वही मिल गया
जिस शोख का दीवाना हूँ मैं
जिस शमा का परवाना हूँ मैं
सच है प्रिया वो तुम ही तो हो
शक़ इसमें क्या वो तुम ही तो हो
मैने जिसे चाहा है सदा
सच है प्रिया
jiske lie sapnoṅ meṅ tum ho
jiske lie sapnoṅ meṅ gum ho
dekho piyā vo maiṅ hī to hūṇ
yād āyā kyā maiṅ khud kyā bolūṅ
tumne mujhe chāhā hai sadā
jiske lie sapnoṅ …
tumhāre khvāboṅ meṅ gūṅje vo rāg hūṇ maiṅ
tumhāre dil meṅ hai jo vo mīṭhī mīṭhī āg hūṇ maiṅ
maiṅ tumhārī kalpnā hūṇ kah rahā hai jiyā
sunoṅ nā piyā
jiske lie sapnoṅ …
ye pal anokhā hai samay kī rāhoṅ meṅ
jo kal thā khvāboṅ meṅ hai ab nigāhoṅ meṅ
jisne mere sapnoṅ meṅ hai raṅg sā bhar diyā
vahī mil gayā
jis śhokh kā dīvānā hūṇ maiṅ
jis śhamā kā parvānā hūṇ maiṅ
sach hai priyā vo tum hī to ho
śhaq ismeṅ kyā vo tum hī to ho
maine jise chāhā hai sadā
sach hai priyā