Jise dil kaa dushman ... ye dil hee bataaegaa ... dhaak chik daanaa

जिसे दिल का दुश्मन ... ये दिल ही बताएगा ... धाक चिक दाना
Year
Language

धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
जिसे दिल का दुश्मन समझते रहे हैं
धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
जिसे दिल का दुश्मन समझते रहे हैं
वो दिलदार हो जाए तो क्‌या करें
ओ धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना

ये दिल ही बताएगा दिल ही से पूछो
धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
ये दिल ही बताएगा दिल ही से पूछो
अगर प्यार हो जाए तो क्‌या करें
धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना

नज़र आ रहा है के तुम प्यार करते हो
ये चेहरे की रंगत ये मासूम सूरत
मुहब्बत नज़र आ रही है
छुपाने से छुपती नहीं है मुहब्बत
मुहब्बत नज़र आ रही है
नज़र आ रहा है के तुम प्यार करते हो
नज़र ही नज़र में अगर दिल की हालत
धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
नज़र ही नज़र में अगर दिल की हालत
का इज़हार हो जाए तो क्‌या करेँ
ओ धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
ये दिल ही बताएगा …

नज़र का भटकना दिलों का धड़कना
नहीं है किसी के भी बस में
किसी को पता क्‌या कहाँ रंग लाएं
ये वादे ये रस्में ये कस्में
नज़र आ रहा है के तुम प्यार करते हो
अगर दिल गमों की दवा करते करते
धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
अगर दिल गमों की दवा करते करते
जो बीमार हो जाए तो क्‌या करेँ
ओ धाक चिक दाना ता धिन धिन धाक चिक दाना
जिसे दिल का दुश्मन …

dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
jise dil kā duśhman samajhte rahe haiṅ
dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
jise dil kā duśhman samajhte rahe haiṅ
vo dildār ho jāe to k‌yā kareṅ
o dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā

ye dil hī batāegā dil hī se pūchho
dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
ye dil hī batāegā dil hī se pūchho
agar pyār ho jāe to k‌yā kareṅ
dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā

nazar ā rahā hai ke tum pyār karte ho
ye chehre kī raṅgat ye māsūm sūrat
muhabbat nazar ā rahī hai
chhupāne se chhuptī nahīṅ hai muhabbat
muhabbat nazar ā rahī hai
nazar ā rahā hai ke tum pyār karte ho
nazar hī nazar meṅ agar dil kī hālat
dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
nazar hī nazar meṅ agar dil kī hālat
kā izhār ho jāe to k‌yā kareṇ
o dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
ye dil hī batāegā …

nazar kā bhaṭaknā diloṅ kā dhaṛaknā
nahīṅ hai kisī ke bhī bas meṅ
kisī ko patā k‌yā kahāṇ raṅg lāeṅ
ye vāde ye rasmeṅ ye kasmeṅ
nazar ā rahā hai ke tum pyār karte ho
agar dil gamoṅ kī davā karte karte
dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
agar dil gamoṅ kī davā karte karte
jo bīmār ho jāe to k‌yā kareṇ
o dhāk chik dānā tā dhin dhin dhāk chik dānā
jise dil kā duśhman …