जिन्हें था हमसे कभी प्यार ज़िंदगी की तरह्
जिन्हें था हमसे कभी प्यार ज़िंदगी की तरह
वो आज पहलू में बैठे हैं अजनबी की तरह
जिन्हें था हमसे …
नज़र नज़र में हमें छूके मुस्कराते हैं
करीब आते नहीं ना हमें बुलाते हैं
गुज़र रहा है हर इक लम्हा इक सदी की तरह
जिन्हें था हमसे …
वो हमसाया क्या हुए जो सफ़र में छोड़ गए
बिना कसूर मोहब्बत के रिश्ते तोड़ गए
लगाया दिल भी उन्होंने तो दिल्लगी की तरह
जिन्हें था हमसे …
jinheṅ thā hamse kabhī pyār ziṅdgī kī tarah
vo āj pahlū meṅ baiṭhe haiṅ ajanbī kī tarah
jinheṅ thā hamse …
nazar nazar meṅ hameṅ chhūke muskrāte haiṅ
karīb āte nahīṅ nā hameṅ bulāte haiṅ
guzar rahā hai har ik lamhā ik sadī kī tarah
jinheṅ thā hamse …
vo hamsāyā kyā hue jo safar meṅ chhoṛ gae
binā kasūr mohabbat ke riśhte toṛ gae
lagāyā dil bhī unhoṅne to dillgī kī tarah
jinheṅ thā hamse …