जिन रातों में नींद उड़ जाती है, क्या कहर की रातें होती हैं
जिन रातों में नींद उड़ जाती है, क्या कहर की रातें होती हैं
दरवाजों से टकरा जाते हैं, दीवारों से बातें होती हैं
घिरघिर के जो बदल आते हैं और बिन बरसे खुल जाते हैं
आशाओं की झूठी दुनिया में सूखी बरसातें होती है
जब वो नहीं होते पहलू में और लम्बी रातें होती है
याद आके सताती रहती है और दिल से बातें होती हैं
हँसाने में जो आँसू आते हैं, दो तस्वीरें दिखलाते हैं
हर रोज जनाजे उठाते हैं, हर रोज बारातें होती है
हिम्मत किसकी है जो पुछ सके ये आरजु-ए-सौदाई से
क्यूँ साहिब आखिर अकेले में ये किससे बातें होती हैं
jin rātoṅ meṅ nīṅd uṛ jātī hai, kyā kahar kī rāteṅ hotī haiṅ
darvājoṅ se ṭakrā jāte haiṅ, dīvāroṅ se bāteṅ hotī haiṅ
ghirghir ke jo badal āte haiṅ aur bin barse khul jāte haiṅ
āśhāoṅ kī jhūṭhī duniyā meṅ sūkhī barsāteṅ hotī hai
jab vo nahīṅ hote pahlū meṅ aur lambī rāteṅ hotī hai
yād āke satātī rahtī hai aur dil se bāteṅ hotī haiṅ
hṇsāne meṅ jo āṇsū āte haiṅ, do tasvīreṅ dikhlāte haiṅ
har roj janāje uṭhāte haiṅ, har roj bārāteṅ hotī hai
himmat kiskī hai jo puchh sake ye ārju-e-saudāī se
kyūṇ sāhib ākhir akele meṅ ye kisse bāteṅ hotī haiṅ