Jin raaton kee bhor naheen hain, aaj aisee hee raat aaee

जिन रातों की भोर नहीं हैं, आज ऐसी ही रात आई
Year
Language

जिन रातों की भोर नहीं है
आज ऐसी ही रात आई
जो जिस ग़म में डूब गया है
सागर की है गहराई

रात के तारों तुम ही बताओ
मेरी वो मंज़िल है कहाँ
पागल बनकर जिसके लिये मैं
खो बैठा हूँ दोनो जहाँ
जिन रातों …

राह किसी की हुई ना रोशन
जलना मेरा बेकार गया
लूट गई तक़दीर मुझे मैं
जीत के बाज़ी हार गया
जिन रातों की भोर नहीं है …

jin rātoṅ kī bhor nahīṅ hai
āj aisī hī rāt āī
jo jis ġham meṅ ḍūb gayā hai
sāgar kī hai gahrāī

rāt ke tāroṅ tum hī batāo
merī vo maṅzil hai kahāṇ
pāgal bankar jiske liye maiṅ
kho baiṭhā hūṇ dono jahāṇ
jin rātoṅ …

rāh kisī kī huī nā rośhan
jalnā merā bekār gayā
lūṭ gaī taqdīr mujhe maiṅ
jīt ke bāzī hār gayā
jin rātoṅ kī bhor nahīṅ hai …