Jhumkaa chaandee daa

झुमका चाँदी दा
Work
Year
Language

झुमका चाँदी दा चाँदी दा झुमका चाँदी दा
मैने पहना हाँ मैने पहना मैने पहना पहली बार
झुमका चाँदी दा …

ओ बस देखे बस देखे बस देखे मेरा यार
झुमका चाँदी दा …

ओ मेरे दिल पे ओ मेरे दिल पे मेरे दिल पे कर गया वार
ओ झुमका चाँदी दा …

मेरा ले गया ओ मेरा ले गया मेरा ले गया चैन करार
झुमका चाँदी दा …

ओए गुड़ खा के मार सुटेया
ओए ओए
ये सारा दिन तड़पाए रातों की नींदें चुराए हाय
बैरी खनकता जाए देखे तो दिल शरमाए
झुमका चाँदी दा …

जब कान में तूने डाला ये झुमका चाँदी वाला
धड़का यूं दिल का प्याला लुट गया मेरा दिलवाला
करता है हाँ करता है करता है मुझसे प्यार
झुमका चाँदी दा …

ना मैं चाँदी दी ना सोने दी मैं पीतल भरी परात
मैनू धरती कली करा दे मैं चूंदी सारी रात
जोगी आ नी गया फेरा पा नी गया
सानू बिश्यर नाग लड़ा नी गया
शादीशुदा या कुंवारे
झुमके पे मरते सारे
मस्ती में पागल झूमे
गालों को तेरे चूमे
झुमका चाँदी दा …

कोई इसका मोल लगाए
कोई इसपे जान लुटाए
ये मेरे होश उड़ाए
दीवाना मुझे बनाए
यूं चमके हां यूं चमके यूं चमके सर-ए-बाज़ार
ओ झुमका चाँदी दा …

आ आ चलें बाबुल का घर छोड़ के आ

jhumkā chāṇdī dā chāṇdī dā jhumkā chāṇdī dā
maine pahnā hāṇ maine pahnā maine pahnā pahlī bār
jhumkā chāṇdī dā …

o bas dekhe bas dekhe bas dekhe merā yār
jhumkā chāṇdī dā …

o mere dil pe o mere dil pe mere dil pe kar gayā vār
o jhumkā chāṇdī dā …

merā le gayā o merā le gayā merā le gayā chain karār
jhumkā chāṇdī dā …

oe guṛ khā ke mār suṭeyā
oe oe
ye sārā din taṛpāe rātoṅ kī nīṅdeṅ churāe hāy
bairī khanaktā jāe dekhe to dil śharmāe
jhumkā chāṇdī dā …

jab kān meṅ tūne ḍālā ye jhumkā chāṇdī vālā
dhaṛkā yūṅ dil kā pyālā luṭ gayā merā dilvālā
kartā hai hāṇ kartā hai kartā hai mujhse pyār
jhumkā chāṇdī dā …

nā maiṅ chāṇdī dī nā sone dī maiṅ pītal bharī parāt
mainū dhartī kalī karā de maiṅ chūṅdī sārī rāt
jogī ā nī gayā pherā pā nī gayā
sānū biśhyar nāg laṛā nī gayā
śhādīśhudā yā kuṅvāre
jhumke pe marte sāre
mastī meṅ pāgal jhūme
gāloṅ ko tere chūme
jhumkā chāṇdī dā …

koī iskā mol lagāe
koī ispe jān luṭāe
ye mere hośh uṛāe
dīvānā mujhe banāe
yūṅ chamke hāṅ yūṅ chamke yūṅ chamke sar-e-bāzār
o jhumkā chāṇdī dā …

ā ā chaleṅ bābul kā ghar chhoṛ ke ā