Jhoothee moothee ruthee roothee paglee maan jaa

झूठी मूठी रुठी रूठी पगली मान जा
Work
Year
Language

झूठी मूठी रुठी रूठी पगली मान जा
घागे से धागा जोड़ूंगा मैं
पल्लू तेरा ना छोड़ूंगा मैं
चोरी चोरी गोरियाँ खीचें दिल की डोरियाँ
चकोरियाँ टकोरियाँ ये गोरियाँ
ऐरे गैरे नत्थू खैरे पगले जा रे जा
ऐसे फिसल ना चिकने घड़े देखे हैं तेरे जैसे बड़े
चोरी चोरी गोरियाँ …

जादू भरी खुश्बू जाफ़रानी
ऐसे चले जैसे पुरवा सुहानी
मुझको पता है दिलबर जानी
नीयत में तेरे बेईमानी
झूठी मूठी रुठी रूठी …

चोरी चोरी खीचें मेरे दिल की डोरी पिया

मैं अनछुई सी मेहंदी का बूटा
मुझसे जताए ये प्यार झूठा
जितना भी चाहे तकरार कर
छूटेगी मुझसे तू प्यार कर
चुपके से आके इकरार कर
झगड़ा ना ऐसे बेकार कर
प्यार कर
ऐरे गैरे नत्थू …

jhūṭhī mūṭhī ruṭhī rūṭhī paglī mān jā
ghāge se dhāgā joṛūṅgā maiṅ
pallū terā nā chhoṛūṅgā maiṅ
chorī chorī goriyāṇ khīcheṅ dil kī ḍoriyāṇ
chakoriyāṇ ṭakoriyāṇ ye goriyāṇ
aire gaire natthū khaire pagle jā re jā
aise phisal nā chikne ghaṛe dekhe haiṅ tere jaise baṛe
chorī chorī goriyāṇ …

jādū bharī khuśhbū jāfrānī
aise chale jaise purvā suhānī
mujhko patā hai dilbar jānī
nīyat meṅ tere beīmānī
jhūṭhī mūṭhī ruṭhī rūṭhī …

chorī chorī khīcheṅ mere dil kī ḍorī piyā

maiṅ anchhuī sī mehaṅdī kā būṭā
mujhse jatāe ye pyār jhūṭhā
jitnā bhī chāhe takrār kar
chhūṭegī mujhse tū pyār kar
chupke se āke ikrār kar
jhagaṛā nā aise bekār kar
pyār kar
aire gaire natthū …