झूठे ये वादे झूठी ये कसमें
झूठे ये वादे झूठी ये कसमें
मुझको नहीं था ये पता
सच कह रहा हूँ ये भी न जानूं
मुझसे हुई है क्या खता
मन में मिलन की आस लगी है
होंठों पे मेरे है दुआ
यार कैसे तुझ्को मैं भुलाऊँ
ज़ख्म दिल का कैसे मैं दिखाऊँ
कोई ज़ोर मेरा अब चले ना
क्या है बेबसी मैं क्या बताऊँ
बीते दिनों की यादें रुलाएं
कैसे भुलाऊँ मैं तुझे
जी चाहता है सारी कहानी
आके सुनाऊँ मैं तुझे
साँसें थमीं हैं सपने जलें हैं
आँखों में अश्क़ों की घटा
तूने मेरे दिल का शीशा तोड़ा
बीच रास्ते में मुझको छोड़ा
ओ मैने तुझसे मांगी जो हँसी तो
आँसुओं से नाता मेरा जोड़ा
jhūṭhe ye vāde jhūṭhī ye kasmeṅ
mujhko nahīṅ thā ye patā
sach kah rahā hūṇ ye bhī na jānūṅ
mujhse huī hai kyā khatā
man meṅ milan kī ās lagī hai
hoṅṭhoṅ pe mere hai duā
yār kaise tujhko maiṅ bhulāūṇ
zakhm dil kā kaise maiṅ dikhāūṇ
koī zor merā ab chale nā
kyā hai bebsī maiṅ kyā batāūṇ
bīte dinoṅ kī yādeṅ rulāeṅ
kaise bhulāūṇ maiṅ tujhe
jī chāhtā hai sārī kahānī
āke sunāūṇ maiṅ tujhe
sāṇseṅ thamīṅ haiṅ sapne jaleṅ haiṅ
āṇkhoṅ meṅ aśhqoṅ kī ghaṭā
tūne mere dil kā śhīśhā toṛā
bīch rāste meṅ mujhko chhoṛā
o maine tujhse māṅgī jo hṇsī to
āṇsuoṅ se nātā merā joṛā