झूमे ये ज़मीं झूमे आसमां
दोनों हैं मेरी बाहों के दरमियां
कैसा मज़ा है ये कैसा है नशा
कदमों में है जैसे मेरे ये जहां
जो मैने चाहा है वो ही पाया है
आज मस्ती में जाम उठाया है
झूमे ये ज़मीं …
हो तेरी ज़मीं तेरा आसमां
बस इतना सा तेरा ख्वाब था
हो अब है वही ज़मीं आसमां
वही आँख खुली तेरा कुछ भी नहीं
आया जहां से चल दे वहीं
अब ये नहीं तेरी ये महफ़िल नहीं
हो तेरी ज़मीं …
हो गंगा मइया हे गंगा मइया
तू जाना हमें नाहीं रे हे गंगा मइया
jhūme ye zamīṅ jhūme āsmāṅ
donoṅ haiṅ merī bāhoṅ ke darmiyāṅ
kaisā mazā hai ye kaisā hai naśhā
kadmoṅ meṅ hai jaise mere ye jahāṅ
jo maine chāhā hai vo hī pāyā hai
āj mastī meṅ jām uṭhāyā hai
jhūme ye zamīṅ …
ho terī zamīṅ terā āsmāṅ
bas itnā sā terā khvāb thā
ho ab hai vahī zamīṅ āsmāṅ
vahī āṇkh khulī terā kuchh bhī nahīṅ
āyā jahāṅ se chal de vahīṅ
ab ye nahīṅ terī ye mahafil nahīṅ
ho terī zamīṅ …
ho gaṅgā maiyā he gaṅgā maiyā
tū jānā hameṅ nāhīṅ re he gaṅgā maiyā