झूम झूम ढ़लती रात, ले के चली मुझे अपने साथ
झूम झूम ढलती रात
ले के चली मुझे अपने साथ
जाने कहाँ ले जाए दर्द भरा ये दिल
जैसे सदा देती है खोई हुई मंज़िल
छोड़ो पिया मेरी छोड़ो हाथ
हाल ये है मस्ती का, साँस लगी थमने
उतने रहें प्यासे हम जितनी भी पी हमने
गम को बढ़ा गई गम की मौत
जिसको कोई समझे ना, बात ना वो दोहरा
मेरा तेरा जीवन क्या, छाया हुआ कोहरा
किसने सुनी कभी दिल की बात
jhūm jhūm ḍhaltī rāt
le ke chalī mujhe apne sāth
jāne kahāṇ le jāe dard bharā ye dil
jaise sadā detī hai khoī huī maṅzil
chhoṛo piyā merī chhoṛo hāth
hāl ye hai mastī kā, sāṇs lagī thamne
utne raheṅ pyāse ham jitnī bhī pī hamne
gam ko baṛhā gaī gam kī maut
jisko koī samjhe nā, bāt nā vo dohrā
merā terā jīvan kyā, chhāyā huā kohrā
kisne sunī kabhī dil kī bāt