Title (Indic)दुनिया के दुख हरे हैं तुमने WorkJhanjhar Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lalita Deulkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiदुनिया के दुख हरे हैं तुमने -2 हमारे भी दुख हरो गोपाल -2 हे गिरधारी, हे बनवारी -2 नट-नागर-नन्दलाल -2 मात-पिता तुम, बन्धु-सखा तुम -2 तुम हीं सब कुछ स्वामी हमरे दुख कोई क्या जाने - जानो अन्तर्यामी -2 चरन-कमल में तुमरे हमने -2 जीवन-फूल दिया है डाल -2 हमारे भी दुख हरो गोपाल तुम अनाथ के नाथ प्रभू हो -2 सबके संगी-साथी -2 तुमरी जोत में हमने मिला दी अपनी जीवन-बाती -2 राखो लाज हमारी तुम हीं हे जग के रखवाल -2 हमारे भी दुख हरो गोपाल दुनिया के दुख हरे हैं तुमने हमारे भी दुख हरो गोपाल हरो गोपाल गोपाल् Englishduniyā ke dukh hare haiṅ tumne -2 hamāre bhī dukh haro gopāl -2 he girdhārī, he banvārī -2 naṭ-nāgar-nandlāl -2 māt-pitā tum, bandhu-sakhā tum -2 tum hīṅ sab kuchh svāmī hamre dukh koī kyā jāne - jāno antaryāmī -2 charan-kamal meṅ tumre hamne -2 jīvan-phūl diyā hai ḍāl -2 hamāre bhī dukh haro gopāl tum anāth ke nāth prbhū ho -2 sabke saṅgī-sāthī -2 tumrī jot meṅ hamne milā dī apnī jīvan-bātī -2 rākho lāj hamārī tum hīṅ he jag ke rakhvāl -2 hamāre bhī dukh haro gopāl duniyā ke dukh hare haiṅ tumne hamāre bhī dukh haro gopāl haro gopāl gopāl