murlī manohar kṛṣhṇ kanhaiyā
jamunā ke taṭ pe virāje haiṅ
murlī manohar kṛṣhṇ kanhaiyā
jamunā ke taṭ pe virāje haiṅ
mor mukuṭ par kānoṅ meṅ kuṇḍal
kar meṅ murliyā murliyā murliyā sāje hai
itne meṅ dī dikhāī rādhā
rādhā rādhā rādhā
panghaṭ par se āy rahī
katrāy rahī
śharmāy rahī
muskāy rahī balkhāy rahī
idhar baṅśhī meṅ lahar sī uṭhī
kṛṣhṇ ke mukh par sajne lagī
par āp hī āp se bajne lagī bajne lagī bajne lagī
lambā sā ghūṇghaṭ kāṛh liyā
baṅśhī ke suroṅ par jhūm gaī
har sarat ḍagriyā moh lī
mohan kī or hī dumkit dumkit dumkit dhūm gaī
phir kṛṣhṇ kanhaiyā naṭkhaṭ ne
rādhā kī kalaiyā thām laī
rādhā ne pukārā
rādhā ne pukārā
hāy daī koī āo sakhī koī āo sakhī
phir hāth chhuṛā kar bolī haṭo
phir hāth chhuṛā kar bolī haṭo
ab jāvo ḍagriyā chhoṛ morī
kahā kṛṣhṇ ne chup rah
varnā dūṇgā gagriyā phoṛ torī
rādhā tab uskī śhokhī par kuchh bigaṛī bhī
muskāī bhī
phir kR^īṣhṇ se pūchhā
kaun ho tum kyā nām hai jī
kyā kām hai jī kyā kām hai jī
ma: o
hameṅ gop guālā kahte haiṅ -2
aur kṛṣhṇ diyā hai nām hameṅ nām hameṅ
koī naṭavar girdhar kahtā hai -2
aur koī kahe ghanaśhyām hameṅ
la: ghanaśhyām nahīṅ tum kāle ho -2
tum naṭkhaṭ ho matvāle ho matvāle ho
chitchor ho mākhan chor nahīṅ -2
sukh-chain churāne vāle ho
ghanaśhyām nahīṅ
rādhā ne unko hāth diyā
aur kṛṣhṇ ne unkā sāth diyā
kuchh bāt huī kuchh ghāt huī
itne meṅ sūraj ḍūb gayā -2
rādhā kī pāyal jāg uṭhī
donoṅ meṅ kalā kī rāg uṭhī
ab rain ko dīp sṇvāre the
aur nīl gagan pe tāre the
rain ko dīp sṇvāre the
aur nīl gagan pe tāre the
rādhā ko vidā ke iśhāre
rādhā ko vidā ke iśhāre the
rādhā ne āṇchal bāṇdh liyā
murlī ko sambhālā mādhav ne