Jhaanjhriyaa uskee chhanak gaee ... meree nazar usse milee to

झांझरिया उसकी छनक गई ... मेरी नज़र उससे मिली तो
Work
Year
Language

झांझरिया उसकी छनक गई चुनरी भी सर से सरक गई
मेरी नज़र उससे मिली तो उसकी नज़र शरमा के झुक गई
झांझरिया …

हो उससे नज़र मिली बीच बाज़ार में
दिल गया लुट नज़रों की तकरार में
मुड़ मुड़ के वो देखे मुझे जैसे कि वो खुद भी मचल गई
झांझरिया …

किस्सा अजीब था पहली मुलाकात का
आलम गज़ब हुआ मेरे दिल के हाल का
इक पल मुझे ऐसा लगा जैसे मेरी धड़कन रुक गई
झांझरिया …

jhāṅjhriyā uskī chhanak gaī chunrī bhī sar se sarak gaī
merī nazar usse milī to uskī nazar śharmā ke jhuk gaī
jhāṅjhriyā …

ho usse nazar milī bīch bāzār meṅ
dil gayā luṭ nazroṅ kī takrār meṅ
muṛ muṛ ke vo dekhe mujhe jaise ki vo khud bhī machal gaī
jhāṅjhriyā …

kissā ajīb thā pahlī mulākāt kā
ālam gazab huā mere dil ke hāl kā
ik pal mujhe aisā lagā jaise merī dhaṛkan ruk gaī
jhāṅjhriyā …