Jeevan sapnaa toot gayaa

जीवन सपना टूट गया
Year
Language

जीवन सपना टूट गया
(तूट गया)-2
जीवन सपना टूट गया
(तूट गया)-2
जीवन सपना टूट गया
एक मुसाफ़िर आया आके दिल की दुनिया लूट गया
दिल की दुनिया लूट गया
जीवन सपना तूट गया …

(मन नगरी मेरी सूनी पदी थी
(आशा के द्वारे पे कब से खड़ी थी)-2
(हाथ में पी का आँचल सजनी)-2
आते आते चूट गया
जीवन सपना टूट गया …

jīvan sapnā ṭūṭ gayā
(tūṭ gayā)-2
jīvan sapnā ṭūṭ gayā
(tūṭ gayā)-2
jīvan sapnā ṭūṭ gayā
ek musāfir āyā āke dil kī duniyā lūṭ gayā
dil kī duniyā lūṭ gayā
jīvan sapnā tūṭ gayā …

(man nagrī merī sūnī padī thī
(āśhā ke dvāre pe kab se khaṛī thī)-2
(hāth meṅ pī kā āṇchal sajnī)-2
āte āte chūṭ gayā
jīvan sapnā ṭūṭ gayā …