Jeevan men too darnaa naheen

जीवन में तू डरना नहीं
Year
Language

जीवन में तू डरना नहीं
सर नीचा कभी करना नहीं
हिम्मत वाले को मरना नहीं
को: मरना नहीं -2
जीवन में तू …

है साथी तू अपना कोई दूजा नहीं
अपनी हर मुश्किल में अकेला तू मुस्कुरा
जग में तू सबसे बड़ा है
दिल छोटा करना नहीं
को: करना नहीं -2
जीवन में तू …

जीना है तो प्यारे तू लड़ना ज़िन्दगी से
आँधी हो या तूफ़ाँ ना दबना किसी से
जग में तू आगे ही बढ़ना
पीछे क़दम धरना नहीं
को: धरना नहीं -2
जीवन में तू …

jīvan meṅ tū ḍarnā nahīṅ
sar nīchā kabhī karnā nahīṅ
himmat vāle ko marnā nahīṅ
ko: marnā nahīṅ -2
jīvan meṅ tū …

hai sāthī tū apnā koī dūjā nahīṅ
apnī har muśhkil meṅ akelā tū muskurā
jag meṅ tū sabse baṛā hai
dil chhoṭā karnā nahīṅ
ko: karnā nahīṅ -2
jīvan meṅ tū …

jīnā hai to pyāre tū laṛnā zindgī se
āṇdhī ho yā tūfāṇ nā dabnā kisī se
jag meṅ tū āge hī baṛhnā
pīchhe qadam dharnā nahīṅ
ko: dharnā nahīṅ -2
jīvan meṅ tū …