Jeevan ke safar men raahee, milte hain bichhar jaane ko

जीवन के सफ़र में राही, मिलते हैं बिछड़ जाने को
Work
Year
Language

जीवन के सफ़र में राही, मिलते हैं बिछड़ जाने को
और दे जाते हैं यादें, तनहाई में तड़पाने को
जीवन के सफ़र्…

ये रूप की दौलत वाले, कब सुनते हैं दिल के नाले
तक़दीर न बस में डाले, इनके किसी दीवाने को
जीवन के सफ़र्…

जो इनकी नज़र से खेले, दुख पाए मुसीबत झेले
फिरते हैं ये सब अलबेले, दिल लेके मुकर जाने को
जीवन के सफ़र्…

दिल लेके दगा देते हैं, इक रोग लगा देते हैं
हँस हँस के जला देते हैं, ये हुस्न के परवाने को
जीवन के सफ़र्…

अब साथ न गुज़रेंगे हम, लेकिन ये फ़िज़ा रातों की
दोहराया करेगी हरदम, इस प्यार के अफ़साने को
जीवन के सफ़र्…

jīvan ke safar meṅ rāhī, milte haiṅ bichhaṛ jāne ko
aur de jāte haiṅ yādeṅ, tanhāī meṅ taṛpāne ko
jīvan ke safar…

ye rūp kī daulat vāle, kab sunte haiṅ dil ke nāle
taqdīr na bas meṅ ḍāle, inke kisī dīvāne ko
jīvan ke safar…

jo inkī nazar se khele, dukh pāe musībat jhele
phirte haiṅ ye sab albele, dil leke mukar jāne ko
jīvan ke safar…

dil leke dagā dete haiṅ, ik rog lagā dete haiṅ
hṇs hṇs ke jalā dete haiṅ, ye husn ke parvāne ko
jīvan ke safar…

ab sāth na guzreṅge ham, lekin ye fizā rātoṅ kī
dohrāyā karegī hardam, is pyār ke afsāne ko
jīvan ke safar…