जीतेगा वो ही जिसमें है दम ... तुझमें है दम तो मटकी को फो.ड्
जीतेगा वो ही जिसमें है दम
तुझमें है दम तो मटकी को फोड़
ऐसे हज़ारों आए गए आ सामने कुछ करके दिखा
हमसे न कर तू बातें बड़ी
तुझमें है दम तो …
तू है मगरूर तू नशे में चूर
जा तू चली जा आँखें ना दिखा
देखूं तेरा ज़ोर-ओ-करम आ जा मेरी जान
पास है तो जाने भी दो राहें मेरी छोड़
जीतेगा वो ही जिसमें …
हो जा कहीं गुम तू दबा ले दुम
होगा फ़ैसला आएगा मज़ा
पतली कमर भीगी डगर धीरे धीरे चल
जा रे हरजाई मेरी बाजू न मरोड़
जीतेगा वो ही जिसमें …
jītegā vo hī jismeṅ hai dam
tujhmeṅ hai dam to maṭkī ko phoṛ
aise hazāroṅ āe gae ā sāmne kuchh karke dikhā
hamse na kar tū bāteṅ baṛī
tujhmeṅ hai dam to …
tū hai magrūr tū naśhe meṅ chūr
jā tū chalī jā āṇkheṅ nā dikhā
dekhūṅ terā zor-o-karam ā jā merī jān
pās hai to jāne bhī do rāheṅ merī chhoṛ
jītegā vo hī jismeṅ …
ho jā kahīṅ gum tū dabā le dum
hogā faislā āegā mazā
patlī kamar bhīgī ḍagar dhīre dhīre chal
jā re harjāī merī bājū na maroṛ
jītegā vo hī jismeṅ …