Jeetaa hoon jiske liye, jiske liye martaa hoon

जीता हूँ जिसके लिये, जिसके लिये मरता हूँ
Work
Year
Language

सानू: हो हो हो हो
हो हो
हो हो ओह ओह
हो आह हा हा

जीता हूँ जिसके लिये, जिसके लिये मरता हूँ (2)
बस तू ही वो लड़की है जिसे मैं प्यार करता हूँ (2)
जीता हूँ जिसके लिये, जिसके लिये मरता हूँ (2)
बस तू ही वो लड़की है जिसे मैं प्यार करता हूँ (2)

सानू: तेरा ही चर्चा तेरी ही बातें
लब पे तेरा नाम है (2)

अलका: दिलबर क़सम से, तेरे ही दम से
मेरी सुबह शाम है (2)

सानू: हमारी वफ़ा के गवाह है ज़मीन आसमान

अलका: बस तू ही वो लड़का है
जिसे में प्यार करती हूँ

सानू: बस तू ही वो लड़की है
जिसे में प्यार करता हूँ

अलका: मेरे बहाने, मेरी मोहब्बत
तू है मेरी आरज़ू (2)

सानू: देखूँ जिसे में आँखों में भर के
है वोही ख्वाब तू (2)

अलका: मैं कैसे जिऊंगी तेरे बिन
तू है मेरी जान

सानू: बस तू ही वो लड़की है
जिसे में प्यार करता हूँ

अलका: बस तू ही वो लड़का है
जिसे में प्यार करती हूँ

अलका: जीती हूँ जिसके लिये
जिसके लिये मरती हूँ
बस तू ही वो लड़का है
जिसे में प्यार करती हूँ

सानू: बस तू ही वो लड़की है

अल्का: बस तू ही वो लड़का है
दोनो जिसे में प्यार्

sānū: ho ho ho ho
ho ho
ho ho oh oh
ho āh hā hā

jītā hūṇ jiske liye, jiske liye martā hūṇ (2)
bas tū hī vo laṛkī hai jise maiṅ pyār kartā hūṇ (2)
jītā hūṇ jiske liye, jiske liye martā hūṇ (2)
bas tū hī vo laṛkī hai jise maiṅ pyār kartā hūṇ (2)

sānū: terā hī charchā terī hī bāteṅ
lab pe terā nām hai (2)

alkā: dilbar qasam se, tere hī dam se
merī subah śhām hai (2)

sānū: hamārī vafā ke gavāh hai zamīn āsmān

alkā: bas tū hī vo laṛkā hai
jise meṅ pyār kartī hūṇ

sānū: bas tū hī vo laṛkī hai
jise meṅ pyār kartā hūṇ

alkā: mere bahāne, merī mohabbat
tū hai merī ārazū (2)

sānū: dekhūṇ jise meṅ āṇkhoṅ meṅ bhar ke
hai vohī khvāb tū (2)

alkā: maiṅ kaise jiūṅgī tere bin
tū hai merī jān

sānū: bas tū hī vo laṛkī hai
jise meṅ pyār kartā hūṇ

alkā: bas tū hī vo laṛkā hai
jise meṅ pyār kartī hūṇ

alkā: jītī hūṇ jiske liye
jiske liye martī hūṇ
bas tū hī vo laṛkā hai
jise meṅ pyār kartī hūṇ

sānū: bas tū hī vo laṛkī hai

alkā: bas tū hī vo laṛkā hai
dono jise meṅ pyār