ko: ( kām karo bhaī kām karo
tum jag meṅ apnā nām karo ) -2
su: āvo apnā jīvan badleṅ badal rahā saṅsār -2
na koī bekār rahe aur na koī lāchār -2
ko: ( kām karo bhaī kām karo
tum jag meṅ apnā nām karo ) -2
Male Voice: kām hai apnī śhaktī bhaiyā kām hai apnī bhaktī -2
iske bal pe apnī bigaṛī qismat hai ban saktī -2
ko: ( kām karo bhaī kām karo
tum jag meṅ apnā nām karo ) -2
su: rīt purānī chhoṛo-chhoṛo jhūṭhe baṅdhan toṛo -2
naye samay se naye jagat se apnā nātā joṛo -2
ko: ( kām karo bhaī kām karo
tum jag meṅ apnā nām karo ) -2
su Male Voice: āvo ek ho jāyeṅ ham āpas ke bhed miṭāyeṅ -2
ġhair nahīṅ hai koī ghar-ghar ye saṅdeśh sunāyeṅ
ko: ( kām karo bhaī kām karo
tum jag meṅ apnā nām karo ) -2
PART II
ko: ( kām karo bhaī kām karo
jag meṅ apnā nām karo ) -2
gī: kyūṇ din-rāt ho mehnat karte
aur phir bhī ho tum bhūkhoṅ marte
kyūṇ dukh jhelo prān gṇvāvo -2
āvo merī śharan meṅ āvo āvo āvo
kyūṇ dukh jhelo prān gṇvāvo -2
āvo merī śharan meṅ āvo āvo āvo
( tum jo kām karo barsoṅ meṅ
maiṅ kar saktī hūṇ minṭoṅ meṅ ) -2
mujhko pūjo
usko pūjo to dukh pāvo
mujhko pūjo to sukh pāvo
āvo merī śharan meṅ āvo āvo āvo
vi: ( o devī pūjā ko terī
chahiye dhan-daulat kī ḍherī ) -2
ko: ( sonā-chāṇdī kahāṇ se lāyeṅ
pās tere ham kaise āyeṅ ) -2
vi: ( ham haiṅ tumhre sevak bhaiyā
ham haiṅ tumhre dās ) -2
ko: āo sāth hamāre āo
dil kā bhed miṭā do
naī maśhīnoṅ se dhan ke
ḍher ke ḍher lagā do
gī: kyūṇ dukh jhelo prān gṇvāvo -2
āvo merī śharan meṅ āvo āvo āvo