Jeejaajee meree jeejee hai anaaree

जीजाजी मेरी जीजी है अनाड़ी
Year
Language

( जीजाजी ) -2 मेरी जीजी है अनाड़ी इसे प्यार से सिखलइयो ओ ओ
( साली जी ) -2 जब मैं प्यार सिखलाऊँ तुम दूर-दूर रहियो ओ ओ

भोली-भाली मेरी जीजी प्यार-व्यार न जाने
अपने आपको कुछ न समझे तुमको स्वामी माने
( स्वामी जी ) -2 ये तो बड़ी नटखट है
( जीजाजी ) -2 मेरी …

तू तो बाया अंग है मेरा तू दीपक मैं बाती
तेरा-मेरा धर्म का नाता फिर काहे शरमाती
( सजनी जी ) -2 जो हुआ सो हुआ अब और न तरसइयो
( जीजाजी ) -2 मेरी …

छोटी साली का ये हक़ है रंग में भंग मिलाए
चुप री अपने जीजा जी से लाज तुझे न आए
( देवी जी ) -2 अब इसके भी हाथ कहीं पीले करवाइयो
( जीजाजी ) -2 मेरी …

( jījājī ) -2 merī jījī hai anāṛī ise pyār se sikhalaiyo o o
( sālī jī ) -2 jab maiṅ pyār sikhlāūṇ tum dūr-dūr rahiyo o o

bholī-bhālī merī jījī pyār-vyār na jāne
apne āpko kuchh na samjhe tumko svāmī māne
( svāmī jī ) -2 ye to baṛī naṭkhaṭ hai
( jījājī ) -2 merī …

tū to bāyā aṅg hai merā tū dīpak maiṅ bātī
terā-merā dharm kā nātā phir kāhe śharmātī
( sajnī jī ) -2 jo huā so huā ab aur na tarasaiyo
( jījājī ) -2 merī …

chhoṭī sālī kā ye haq hai raṅg meṅ bhaṅg milāe
chup rī apne jījā jī se lāj tujhe na āe
( devī jī ) -2 ab iske bhī hāth kahīṅ pīle karvāiyo
( jījājī ) -2 merī …