columbus columbus chhuṭṭīi hai āī
āo koī nayā mulk ḍhūṇḍheṅ chal ke bhāī
columbus columbus chhuṭṭīi hai āī
āo koī nayā mulk ḍhūṇḍheṅ chal ke bhāī
chhuṭṭī chhuṭṭī chhuṭṭī koī lahar dil meṅ uṭṭhī -2
( columbus columbus chhuṭṭīi hai āī
āo koī nayā mulk ḍhūṇḍheṅ chal ke bhāī ) -2
chhuṭṭī chhuṭṭī chhuṭṭī koī lahar dil meṅ uṭṭhī -2
aisī jagah dil kahtā hai chalo
duniyā kī koī burāī jahāṇ na ho
faujī taiyārī jaṅg aur laṛāī
bhūkh aur bīmārī gaṅdī rājnītī
in sabse dūr kahīṅ to hogī hṇstī-gātī ziṅdgī
columbus
mehnat hamne pāṇch dinoṅ kī
pāī tab hai do din kī chhuṭṭī
āo khuśhī se jhūmeṅ havāoṅ kī tarah ghūmeṅ
kaliyoṅ ko ham chūmeṅ lahroṅ se kheleṅ
bachapan meṅ lauṭ jāyeṅ pṇkh lagā ke
uṛnā sīkheṅ is ambar kī sair kareṅ
pardesī haiṅ paṅchhī ban ke nagar-nagar kī sair kareṅ
phir dariyā kī or jāyeṅ ūṇchī-nīchī mauj āye
aise jhūle jhulāyeṅ āye nīṅd hameṅ
columbus
columbus columbus chhuṭṭīi hai āī
āo koī nayā mulk ḍhūṇḍheṅ chal ke bhāī
chhuṭṭī chhuṭṭī chhuṭṭī koī lahar dil meṅ uṭṭhī -2
dekho jo koī laṛkī pyārī
apnī in āṇkhoṅ meṅ tum uske sapne rakh lo
sāgar kī lahroṅ kī sāṛī usko pahnāo
ambar ke tāroṅ ke buṅde usko banvāo
usko bhī pyār se khud se kahte raho
pyārā ye khāb hai do din to dekh lo
khāboṅ meṅ hī do din raho
columbus
columbus columbus chhuṭṭīi hai āī
āo koī nayā mulk ḍhūṇḍheṅ chal ke bhāī
chhuṭṭī chhuṭṭī chhuṭṭī koī lahar dil meṅ uṭṭhī -2
columbus