जे हम-तुम चोरी से बंधे एक डोरी से
मु: जे हम-तुम चोरी से बंधे एक डोरी से
जइयो कहाँ ऐ हुज़ूर
ल: अरे ई बंधन है प्यार का
जे हम-तुम चोरी …
मु: कजरा वाली फिर तू ऐसे काहे निहारे
ई चितवन के गोरी माने तो समझा जा रे
ल: मतलबवा एक है एक है नैनन पुकार का
जे हम-तुम चोरी …
दो: ऐ हुज़ूर
मु: जे हम-तुम चोरी …
ल: देखो बादर आए पवन के पुकारे
उल्फ़त मेरी जीती अनाड़ी पिया हारे
मु: आएगा रे मजा रे मजा अब जीत-हार का
दो: जे हम-तुम चोरी …
मु: घूँघट में से मुखड़ा दीखे अभी अधूरा
आ बैंया में आजा मिलन तो हो पूरा
ल: ई मिलना तो नहीं तो नहीं कुछ एक बार का
जे हम-तुम चोरी …
mu: je ham-tum chorī se baṅdhe ek ḍorī se
jaiyo kahāṇ ai huzūr
la: are ī baṅdhan hai pyār kā
je ham-tum chorī …
mu: kajrā vālī phir tū aise kāhe nihāre
ī chitavan ke gorī māne to samjhā jā re
la: matalabvā ek hai ek hai nainan pukār kā
je ham-tum chorī …
do: ai huzūr
mu: je ham-tum chorī …
la: dekho bādar āe pavan ke pukāre
ulfat merī jītī anāṛī piyā hāre
mu: āegā re majā re majā ab jīt-hār kā
do: je ham-tum chorī …
mu: ghūṇghaṭ meṅ se mukhaṛā dīkhe abhī adhūrā
ā baiṅyā meṅ ājā milan to ho pūrā
la: ī milnā to nahīṅ to nahīṅ kuchh ek bār kā
je ham-tum chorī …