जय-जय हे जगदम्बे माता
द्वार तिहारे जो भी आता बिन माँगे सब-कुछ पा जाता
तू चाहे तो जीवन दे-दे चाहे पल में जीवन ले-ले
जन्म-मरण सब हाथ में तेरे हे शक्ति हे माता
जय-जय हे …
पापी हो या होवे पुजारी राजा हो या होवे भिखारी
फिर भी तूने जोड़ा सबसे माँ-बेटे का नाता
जय-जय हे …
जब-जब जिसने तुझको पुकारा तूने दिया है बढ़के सहारा
हर भूले राही को तेरा प्यार ही राह दिखाता
जय-जय हे …
jay-jay he jagadambe mātā
dvār tihāre jo bhī ātā bin māṇge sab-kuchh pā jātā
tū chāhe to jīvan de-de chāhe pal meṅ jīvan le-le
janm-maraṇ sab hāth meṅ tere he śhakti he mātā
jay-jay he …
pāpī ho yā hove pujārī rājā ho yā hove bhikhārī
phir bhī tūne joṛā sabse māṇ-beṭe kā nātā
jay-jay he …
jab-jab jisne tujhko pukārā tūne diyā hai baṛhke sahārā
har bhūle rāhī ko terā pyār hī rāh dikhātā
jay-jay he …