तेरी आँख मस्तानी है अंगूर का पानी है
श: तेरी आँख मस्तानी है अंगूर का पानी है
अरे ज़रा बच के रहना गोरिए तेरी चढ़ती जवानी है
कहीं से कोई आएगा उड़ा के ले जाएगा
अनु: हाँ मेरी खिलती जवानी है लहरों की रवानी है
अरे ज़रा बच के रहना राजा दरिया तूफ़ानी है
यहाँ जो कोई आएगा इसी में बह जाएगा
श: हरी हरी शीशे वाले चूड़ी खनका के
हीरे मोतियों से जड़ा कंगना बजा के
तुम्झको मनाऊंगा हाय दिल में बसा के
कहाँ चली मोरनी के जैसे बलखा के
कजरा लगा के गजरा सजा के
तेरा रंग बादामी है तेरा रूप गुलाबी है
अरे ज़रा बच के रहना गोरिए तेरी चाल शराबी है
तुझको कोई देखेगा इसी में बह जाएगा
अनु: मेरी खिलती जवानी है …
śha: terī āṇkh mastānī hai aṅgūr kā pānī hai
are zarā bach ke rahnā gorie terī chaṛhtī javānī hai
kahīṅ se koī āegā uṛā ke le jāegā
anu: hāṇ merī khiltī javānī hai lahroṅ kī ravānī hai
are zarā bach ke rahnā rājā dariyā tūfānī hai
yahāṇ jo koī āegā isī meṅ bah jāegā
śha: harī harī śhīśhe vāle chūṛī khankā ke
hīre motiyoṅ se jaṛā kaṅgnā bajā ke
tumjhko manāūṅgā hāy dil meṅ basā ke
kahāṇ chalī mornī ke jaise balkhā ke
kajrā lagā ke gajrā sajā ke
terā raṅg bādāmī hai terā rūp gulābī hai
are zarā bach ke rahnā gorie terī chāl śharābī hai
tujhko koī dekhegā isī meṅ bah jāegā
anu: merī khiltī javānī hai …