जवानी का आलम बड़ा बेखबर है ... दुपट्टे का पल्लू
जवानी का आलम बड़ा बेखबर है
दुपट्टे का पल्लू किधर का किधर है
कहीं है चुनरिया कहीं पे कमर है
वो थोड़ी इधर है वो थोड़ी उधर है
अरे ये जिधर है ज़माना उधर है
जवानी का आलम …
सुलगती ये साँसें धड़कती जवानी
जिसे भी ये छू ले उसे कर दे पानी आ आ
ये कैसी कसक है ये कैसी चुभन है
ये नई उमर है ये नई लगन है
अरे ये जिधर है …
नच ले नच ले नच ले गोरिया अंग अंग से नच ले
ये चंचल अदाएँ नशीली निगाहें
खुलेआम चोरी करें दिल चुराएं
लचकता बदन है फिसलती कमर है
अरे ये जिधर है …
javānī kā ālam baṛā bekhabar hai
dupaṭṭe kā pallū kidhar kā kidhar hai
kahīṅ hai chunriyā kahīṅ pe kamar hai
vo thoṛī idhar hai vo thoṛī udhar hai
are ye jidhar hai zamānā udhar hai
javānī kā ālam …
sulagtī ye sāṇseṅ dhaṛaktī javānī
jise bhī ye chhū le use kar de pānī ā ā
ye kaisī kasak hai ye kaisī chubhan hai
ye naī umar hai ye naī lagan hai
are ye jidhar hai …
nach le nach le nach le goriyā aṅg aṅg se nach le
ye chaṅchal adāeṇ naśhīlī nigāheṅ
khuleām chorī kareṅ dil churāeṅ
lachaktā badan hai phisaltī kamar hai
are ye jidhar hai …