Javaanee javaanee jaltee javaanee ... honthon pe aaee hai aag pyaar kee

जवानी जवानी जलती जवानी ... होंठों पे आई है आग प्यार की
Work
Year
Language

जवानी जवानी जलती जवानी
होंठों पे आई है आग प्यार की
जल जाए जो मुझे छू ले
जल जाए जो मुझे देखे
लग जाए आग प्यार की

आया चुराने गालों को तेरे
आया उड़ाने बालों को तेरे
तेरे मैं हूँ दिल का चोर
चाहे उड़ा लो चाहे चुरा लो -2
पहले मुझसे आँख मिला लो
आ हा ज़रा देखो मेरी ओ
जवानी जवानी जलती जवानी …

मोती ना लूंगा हीरे ना लूंगा
दिल देने आया हूँ दिल ले के रहूंगा
आया मैं आया दिल का खरीदार
मैं जो बोलूं ऐसा लुटेरा
लूट ले जाए वो दिल मेरा
तेरा ही था इन्तज़ाअर आ
जवानी जवानी जलती जवानी …

javānī javānī jaltī javānī
hoṅṭhoṅ pe āī hai āg pyār kī
jal jāe jo mujhe chhū le
jal jāe jo mujhe dekhe
lag jāe āg pyār kī

āyā churāne gāloṅ ko tere
āyā uṛāne bāloṅ ko tere
tere maiṅ hūṇ dil kā chor
chāhe uṛā lo chāhe churā lo -2
pahle mujhse āṇkh milā lo
ā hā zarā dekho merī o
javānī javānī jaltī javānī …

motī nā lūṅgā hīre nā lūṅgā
dil dene āyā hūṇ dil le ke rahūṅgā
āyā maiṅ āyā dil kā kharīdār
maiṅ jo bolūṅ aisā luṭerā
lūṭ le jāe vo dil merā
terā hī thā intazāar ā
javānī javānī jaltī javānī …