जैसे सूरज कि गर्मी से जलते हुए तन को
जैसे सूरज की गर्मी से जलते हुए तन को
मिल जाये तरुवर कि छाया
ऐसा ही सुख मेरे मन को मिला है
मैं जबसे शरण तेरी आया, मेरे राम
भटका हुआ मेरा मन था कोई
मिल ना रहा था सहारा
लहरों से लड़ती हुई नाव को
जैसे मिल ना रहा हो किनारा, मिल ना रहा हो किनारा
उस लड़खड़ाती हुई नाव को जो
किसी ने किनारा दिखाया
ऐसा ही सुख …
शीतल बने आग चंदन के जैसी
राघव कृपा हो जो तेरी
उजियाली पूनम की हो जाएं रातें
जो थीं अमावस अंधेरी, जो थीं अमावस अंधेरी
युग-युग से प्यासी मरुभूमि ने
जैसे सावन का संदेस पाया
ऐसा ही सुख …
जिस राह की मंज़िल तेरा मिलन हो
उस पर कदम मैं बढ़ाऊं
फूलों में खारों में, पतझड़ बहारों में
मैं न कभी डगमगाऊं, मैं न कभी डगमगाऊं
पानी के प्यासे को तक़दीर ने
जैसे जी भर के अमृत पिलाया
ऐसा ही सुख …
jaise sūraj kī garmī se jalte hue tan ko
mil jāye taruvar ki chhāyā
aisā hī sukh mere man ko milā hai
maiṅ jabse śharaṇ terī āyā, mere rām
bhaṭkā huā merā man thā koī
mil nā rahā thā sahārā
lahroṅ se laṛtī huī nāv ko
jaise mil nā rahā ho kinārā, mil nā rahā ho kinārā
us laṛkhaṛātī huī nāv ko jo
kisī ne kinārā dikhāyā
aisā hī sukh …
śhītal bane āg chaṅdan ke jaisī
rāghav kṛpā ho jo terī
ujiyālī pūnam kī ho jāeṅ rāteṅ
jo thīṅ amāvas aṅdherī, jo thīṅ amāvas aṅdherī
yug-yug se pyāsī marubhūmi ne
jaise sāvan kā saṅdes pāyā
aisā hī sukh …
jis rāh kī maṅzil terā milan ho
us par kadam maiṅ baṛhāūṅ
phūloṅ meṅ khāroṅ meṅ, patjhaṛ bahāroṅ meṅ
maiṅ na kabhī ḍagamgāūṅ, maiṅ na kabhī ḍagamgāūṅ
pānī ke pyāse ko taqdīr ne
jaise jī bhar ke amṛt pilāyā
aisā hī sukh …