Title (Indic)हम प्यार में जलनेवालों को चैन कहाँ, हाय, आराम कहाँ WorkJailor Year1958 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Lata Mangeshkar Writer Rajendra Krishan LyricsHindiहम प्यार में जलनेवालों को चैन कहाँ, हाय, आराम कहाँ हम प्यार में जलनेवालों को … प्रीत की अँधियारी मंज़िल में, चारों ओर सियाही आधी राह में ही रुक जाये, इस मंज़िल का राही काँटों पर चलनेवालों को, चैन कहाँ, हाय, आराम कहाँ हम प्यार में जलनेवालों को … बहलाये जब दिल ना बहले, तो ऐसे बहलायें गम ही तो है प्यार की दौलत, ये कहकर समझायें अपना मन छलनेवालों को, चैन कहाँ, हाय, आराम कहाँ हम प्यार में जलनेवालों को … Englishham pyār meṅ jalnevāloṅ ko chain kahāṇ, hāy, ārām kahāṇ ham pyār meṅ jalnevāloṅ ko … prīt kī aṇdhiyārī maṅzil meṅ, chāroṅ or siyāhī ādhī rāh meṅ hī ruk jāye, is maṅzil kā rāhī kāṇṭoṅ par chalnevāloṅ ko, chain kahāṇ, hāy, ārām kahāṇ ham pyār meṅ jalnevāloṅ ko … bahlāye jab dil nā bahle, to aise bahlāyeṅ gam hī to hai pyār kī daulat, ye kahkar samjhāyeṅ apnā man chhalnevāloṅ ko, chain kahāṇ, hāy, ārām kahāṇ ham pyār meṅ jalnevāloṅ ko …