jay jay ambe jay jagadambe
siṅhvāhinī śhaktidāyinī jay he bhāgyvidhātā
vijaykāriṇī jay he śhaktiprdātā
jay jay ambe …
terī kṛpā se maiyā pār lage ye naiyā
vo rahe nirbhay jis pe ho terī chhaiyā
jag meṅ dayālu koī tujhe śhīśh jhukātā
jay jay ambe …
andhe ko de jyotidān gūṇge ko de zubān
nirbal ko kare balvān jagat mahān mahimā terī
terī lagan jise lagī hai pūrī
uskī rahe na koī ās adhūrī
jay jay ambe …
ek hāth meṅ khaḍag dūje meṅ phūl tīn triśhūl rūp nirālā
siṅh pe ho ke savār śhatru ke dvār karne saṅhār chalī jagat jvālā
asuroṅ kī chalne nā de manmānī
jay jay ambe …