Jahaan teree ye nazar hai meree jaan mujhe khabar hai

जहाँ तेरी ये नज़र है मेरी जाँ मुझे ख़बर है
Work
Language

जहाँ तेरी ये नज़र है मेरी जाँ मुझे ख़बर है
बच न सका कोई, आये कितने
लम्बे हैं मेरे हाथ इतने
देख इधर यार, ध्यान किधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

क्‌यों नहीं जानी तू ये समझता
काम नहीं ये है तेरे बस का
कुकुड़ु कुकू!
होश में आ जा ध्यान किधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

मेरी तरफ़ जो उठा है तन के
कट के वही हाथ गिरा बदन से
सामने आये किस का जिगर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

चाल ये बन्दा ऐसी भी चल जाये
बन्द हो मुट्ठी और चीज़ निकल जाये
गिलि-गिलि-गिली गिल-गिल-गिल
ये भी करिश्मा देख इधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

jahāṇ terī ye nazar hai merī jāṇ mujhe khabar hai
bach na sakā koī, āye kitne
lambe haiṅ mere hāth itne
dekh idhar yār, dhyān kidhar hai
jahāṇ terī ye nazar hai …

k‌yoṅ nahīṅ jānī tū ye samajhtā
kām nahīṅ ye hai tere bas kā
kukuṛu kukū!
hośh meṅ ā jā dhyān kidhar hai
jahāṇ terī ye nazar hai …

merī taraf jo uṭhā hai tan ke
kaṭ ke vahī hāth girā badan se
sāmne āye kis kā jigar hai
jahāṇ terī ye nazar hai …

chāl ye bandā aisī bhī chal jāye
band ho muṭṭhī aur chīz nikal jāye
gili-gili-gilī gil-gil-gil
ye bhī kariśhmā dekh idhar hai
jahāṇ terī ye nazar hai …