Jahaan prem kaa paavan diyraa jale

जहाँ प्रेम का पावन दियरा जले
Year
Language

जहाँ प्रेम का पावन दियरा जले
जहाँ बोले बचन तब नीर भरे
उसी अँगना में उसी द्वारे पे
बीते हमरा भी जीवन राम करे
जहाँ प्रेम का …

कौन नदी की हम हैं लहर
कहो आके मिला रे किनारा
जोग लिखे बिन हम ... नाही
ऐसा मिलन हमारा
किन चरणों में ना घर न परे
जहाँ प्रेम का …

जिस का नाही अपना कोई
जो कह दे उसे अपना ले
उस की करुणा उस की दया का
उतरे न करज उतारे
जिया जहाँ है वही जी ... मरे
जहाँ प्रेम का …

jahāṇ prem kā pāvan diyrā jale
jahāṇ bole bachan tab nīr bhare
usī aṇgnā meṅ usī dvāre pe
bīte hamrā bhī jīvan rām kare
jahāṇ prem kā …

kaun nadī kī ham haiṅ lahar
kaho āke milā re kinārā
jog likhe bin ham ... nāhī
aisā milan hamārā
kin charṇoṅ meṅ nā ghar na pare
jahāṇ prem kā …

jis kā nāhī apnā koī
jo kah de use apnā le
us kī karuṇā us kī dayā kā
utre na karaj utāre
jiyā jahāṇ hai vahī jī ... mare
jahāṇ prem kā …