Is jahaan kee naheen hain tumhaaree aankhen

इस जहां की नहीं हैं तुम्हारी आँखें
Work
Year
Language

इस जहां की नहीं हैं तुम्हारी आँखें
आसमां से ये किसने उतारी आँखें
आए हैं हम जहां में तुम्हारे लिए
हैं तुम्हारे लिए ही हमारी आँखें
इस जहां की नहीं हैं …

दो जहां दे के ले लूं तो सस्ती हैं ये
आसमां से ये किसने …

रहते हो आँखों में तुम ही अब दिन रात
अब तो घर है हमारा तुम्हारी आँखें
दुनियावालों से रखना बचा कर इन्हें
न चुराले कोई ये तुम्हारी आँखें
आए हैं हम जहां में …

is jahāṅ kī nahīṅ haiṅ tumhārī āṇkheṅ
āsmāṅ se ye kisne utārī āṇkheṅ
āe haiṅ ham jahāṅ meṅ tumhāre lie
haiṅ tumhāre lie hī hamārī āṇkheṅ
is jahāṅ kī nahīṅ haiṅ …

do jahāṅ de ke le lūṅ to sastī haiṅ ye
āsmāṅ se ye kisne …

rahte ho āṇkhoṅ meṅ tum hī ab din rāt
ab to ghar hai hamārā tumhārī āṇkheṅ
duniyāvāloṅ se rakhnā bachā kar inheṅ
na churāle koī ye tumhārī āṇkheṅ
āe haiṅ ham jahāṅ meṅ …