जहाँ बहता है गंगा का पानी ... कसम से सनम प्यार तुमसे
जहाँ बहता है गंगा का पानी
ये राजा वहीं का है रानी
तुझे धोखा न देगा तेरा रहेगा
ये दिल है हिन्दुस्तानी
कसम से कसम से सनम प्यार तुमसे
करते थे करते हैं हम
उम्र भर करते रहेंगे
जहाँ बहता है …
छोड़ के ऐसे हमें कहां तू चली
चूम लें आजा तेरे होंठों की कली
जा रे जा देखो यूं ना करो दिल्लगी
वरना हम आएंगे ना मिलने फिर कभी
ज़िद है बुरी छेड़ो ना अभी
पास तो आ यूं ना सता
तेरी अदाओं पे फ़िदा हम
झूठे हो
कसम से …
जान-ए-मन तेरे बिना कटे ना ये पल
नींद भी आए नहीं हमें आजकल
दिलरुबा तुझे नहीं ज़रा भी खबर
क्या करें तेरी यादें आएं रात भर
खोए खोए हम बहके कदम
बस न चले लग जा गले
तेरे ख्यालों में नशा है
संभालो जी
कसम से …
jahāṇ bahtā hai gaṅgā kā pānī
ye rājā vahīṅ kā hai rānī
tujhe dhokhā na degā terā rahegā
ye dil hai hindustānī
kasam se kasam se sanam pyār tumse
karte the karte haiṅ ham
umr bhar karte raheṅge
jahāṇ bahtā hai …
chhoṛ ke aise hameṅ kahāṅ tū chalī
chūm leṅ ājā tere hoṅṭhoṅ kī kalī
jā re jā dekho yūṅ nā karo dillgī
varnā ham āeṅge nā milne phir kabhī
zid hai burī chheṛo nā abhī
pās to ā yūṅ nā satā
terī adāoṅ pe fidā ham
jhūṭhe ho
kasam se …
jān-e-man tere binā kaṭe nā ye pal
nīṅd bhī āe nahīṅ hameṅ ājkal
dilrubā tujhe nahīṅ zarā bhī khabar
kyā kareṅ terī yādeṅ āeṅ rāt bhar
khoe khoe ham bahke kadam
bas na chale lag jā gale
tere khyāloṅ meṅ naśhā hai
saṅbhālo jī
kasam se …