Jagat musaafir khaanaa, lagaa hai aanaa jaanaa

जगत मुसाफ़िर खाना, लगा है आना जाना
Year
Language

जगत मुसाफ़िर खाना, लगा है आना जाना

चाँद छुपे तो सूरज निकले, सूरज डूबे हो जाए शाम
रुत आए रुत जाए मौसम, आने जाने का है नाम
हो जोगी, किसका थौर ठिकाना, …

देखे पहुँचे कौन कहाँ पर, राही निकला गाता हँसता
सबकी अपनी-अपनी मंज़िल, अपना-अपना रस्ता
ओ जोगी, जीवन पथ अंजाना, …

चार दिनों का मेल है भैया, जिसने सारे खेल रचाए
माँ बच्चों से मिलने आए, फिर वापस घर जाए
ओ जोगी, ये दसतूर पुराना, …

jagat musāfir khānā, lagā hai ānā jānā

chāṇd chhupe to sūraj nikle, sūraj ḍūbe ho jāe śhām
rut āe rut jāe mausam, āne jāne kā hai nām
ho jogī, kiskā thaur ṭhikānā, …

dekhe pahuṇche kaun kahāṇ par, rāhī niklā gātā hṇstā
sabkī apnī-apnī maṅzil, apnā-apnā rastā
o jogī, jīvan path aṅjānā, …

chār dinoṅ kā mel hai bhaiyā, jisne sāre khel rachāe
māṇ bachchoṅ se milne āe, phir vāpas ghar jāe
o jogī, ye dastūr purānā, …