ko: ek do tīn chār, pachākā chikā chhum -4
śha: rūp kī duśhman pāpī duniyā māre mohe akhiyāṇ
ho maiṅ kyā jānūṇ rām
maiṅ kyā jānūṇ rām kisī ke lobhī man kī batiyāṇ
( māre akhiyāṇ
ko: pachākā chikā chhum ) -2
śha: ek rūp ke lākh pujārī, gore kāle halke bhārī
kisī ko kyā mālūm laṛī hai kis bālam se āṇkh hamārī
laṛī hai kis bālam se āṇkh
e jī hamse
śha: nahīṅ nahīṅ nahīṅ nahīṅ inse
lambī nāk hai inkī, āṇkhoṅ pe tiśhmā savār hai
kā hamse
śha: are nahīṅ nahīṅ nahīṅ nahīṅ inse
sūkhe gāl haiṅ inke, sūrat bhī kālā bukhār hai
sūrat bhī kālā bukhār hai
o jī gorī hamse, oh ho
śha: are chhī chhī chhī
maiṅ kyā jānūṇ rām kisī ke lobhī man kī batiyāṇ
māre akhiyāṇ
ko: pachākā chikā chhum
śha: māre akhiyāṇ
rūp kī duśhman pāpī duniyā māre mohe akhiyāṇ
ho maiṅ kyā jānūṇ rām
śha: chhail-chhabīlā hai bāṇkā bālam ho
banī hūṇ maiṅ jinkī dīvānī
piyā hī jāne bhed jiyā kā
kisko sunāūṇ pyār kī bānī kisko sunāūṇ maiṅ
ajī hamko
śha: nahīṅ nahīṅ nahīṅ nahīṅ unko
bheṅgī āṇkh hai jinkī, mūchhoṅ par chhāī bahār hai
kā hamko
śha: are nahīṅ nahīṅ nahīṅ nahīṅ are unko
mukhaṛā chāṇd hai jinkā, nainoṅ meṅ jinke khumār hai
nainoṅ meṅ jinke khumār hai
kaun vo siphiyā aur ham
śha: are jā jā jā
maiṅ kyā jānūṇ rām kisī ke lobhī man kī batiyāṇ
māre akhiyāṇ
ko: pachākā chikā chhum
śha: māre akhiyāṇ
rūp kī duśhman pāpī duniyā māre mohe akhiyāṇ
ho maiṅ kyā jānūṇ rām