Jab yaad kee badlee chhaatee hai

जब याद की बदली छाती है
Year
Language

(जब याद की बदली छाती है
तब आँख मेरी भर आती है) -3

मुझे सुलाने की खातिर रात भी थक-थक जाती है -2
पर नींद मेरी तो
पर नींद मेरी तो पगली ठहरी, तेरे घर तक जाती है
जब याद की बदली …

तू क्‌या तेरा वादा क्‌या हर बात तेरी शर्माती है -2
पत मिट जाएंगे
पर मिट जाएंगे प्यार में हम, ये दिल की अगन बताती है
जब याद की बदली …

चार दीवारी मंदिर की, याद तेरी दोहराती है -2
पर खाली मंदिर, ओ
पर खाली मंदिर में पूजा तो मन कि थकन बढ़ाती है
जब याद की बदली …

(jab yād kī badlī chhātī hai
tab āṇkh merī bhar ātī hai) -3

mujhe sulāne kī khātir rāt bhī thak-thak jātī hai -2
par nīṅd merī to
par nīṅd merī to paglī ṭhahrī, tere ghar tak jātī hai
jab yād kī badlī …

tū k‌yā terā vādā k‌yā har bāt terī śharmātī hai -2
pat miṭ jāeṅge
par miṭ jāeṅge pyār meṅ ham, ye dil kī agan batātī hai
jab yād kī badlī …

chār dīvārī maṅdir kī, yād terī dohrātī hai -2
par khālī maṅdir, o
par khālī maṅdir meṅ pūjā to man ki thakan baṛhātī hai
jab yād kī badlī …