Jab tum mere saamne hotee ho duniyaa ko bhool jaataa hoon

जब तुम मेरे सामने होती हो दुनिया को भूल जाता हूँ
Year
Language

जब तुम मेरे सामने होती हो
दुनिया को भूल जाता हूँ
तेरा दीदार करता हूँ
जब तुम मेरे सामने …

तस्वीर तेरी ऐसे दिल में समाई है
रूप में तेरे जैसे हुस्न-ए-ख़ुदाई है
चाँद और तारे सारे तुझपे हैं क़ुर्बान
हरदम तेरे ख्वाबों ख्यालों में रहता हूँ
हाँ दुनिया को भूल जाता …

दिल की धड़कन कह रही है
अब ना जाना मुझे छोड़कर
दिल पे तेरा ही नाम लिखा है
क्‌या करोगी इसे तोड़कर
दिल जो टूटा ज़िंदगी भर
जुड़ेगा कहां
ओ हो हो दुनिया को भूल जाता …

तारीफ़ उसकी करूं क्‌या
जिसने बनाया तुम्हें
बहुत प्यार नाज़-ओ-अदा से
जिसने सजाया तुम्हें
तेरे जैसी कोई हसीना
फिर से बनेगी कहां
तेरे नशे में झूम कर गाता हूँ
दुनिया को भूल जाता …

jab tum mere sāmne hotī ho
duniyā ko bhūl jātā hūṇ
terā dīdār kartā hūṇ
jab tum mere sāmne …

tasvīr terī aise dil meṅ samāī hai
rūp meṅ tere jaise husn-e-khudāī hai
chāṇd aur tāre sāre tujhpe haiṅ qurbān
hardam tere khvāboṅ khyāloṅ meṅ rahtā hūṇ
hāṇ duniyā ko bhūl jātā …

dil kī dhaṛkan kah rahī hai
ab nā jānā mujhe chhoṛkar
dil pe terā hī nām likhā hai
k‌yā karogī ise toṛkar
dil jo ṭūṭā ziṅdgī bhar
juṛegā kahāṅ
o ho ho duniyā ko bhūl jātā …

tārīf uskī karūṅ k‌yā
jisne banāyā tumheṅ
bahut pyār nāz-o-adā se
jisne sajāyā tumheṅ
tere jaisī koī hasīnā
phir se banegī kahāṅ
tere naśhe meṅ jhūm kar gātā hūṇ
duniyā ko bhūl jātā …