जब तू मुस्कुराती है ... कोई मेरे दिल से पूछे
जब तू मुस्कुराती है बिजली भी शरमाती है
पलकें जब उठाती है दुनिया ठहर जाती है
तेरे रंग ने तेरे ढंग ने तेरे संग ने किया क्या
कोई मेरे दिल से पूछे
कोई मेरे दिल से पूछे
जब तू मुस्कुराती है बिजली भी शरमाती है
पलकें जब उठाती है दुनिया ठहर जाती है
तेरे रंग ने तेरे ढंग ने तेरे संग ने किया क्या
कोई मेरे दिल से पूछे
कोई मेरे दिल से पूछे
जब तू मुस्कुराती …
ऐसी तेरी रचना सोचता रह गया
जैसे कोई सपना देखता रह गया
तुझे गर छू लूँ मौज में झूलूँ
तेरी चाह में मेरी आह में इस राह में मिला क्या
कोई मेरे दिल से पूछे
तेरी दो आँखें मेरे दोनों जहां
बस गया इनमें जाऊँ अब मैं कहाँ
करके दीवाना अब नहीं जाना
तेरे प्यार में इन्तज़ार में इकरार में हुआ क्या
चुप रहा दिल ये और सब कह गया
जैसे कोई दरिया जोश में बह गया
रुक नहीं पाऊँ बहती जाऊँ
मैं मचल गई मैं सम्भल गई के बदल गई हुआ क्या
कोई मेरे दिल से पूछे
जब तुम मुस्कुराते हो मन के दीप जलाते हो
जब तुम पास आते हो मंज़िल नई दिखाते हो
मैं निखर चली मैं संवर चली मैं किधर चली पता क्या
कोई मेरे दिल से पूछे
jab tū muskurātī hai bijlī bhī śharmātī hai
palkeṅ jab uṭhātī hai duniyā ṭhahar jātī hai
tere raṅg ne tere ḍhaṅg ne tere saṅg ne kiyā kyā
koī mere dil se pūchhe
koī mere dil se pūchhe
jab tū muskurātī hai bijlī bhī śharmātī hai
palkeṅ jab uṭhātī hai duniyā ṭhahar jātī hai
tere raṅg ne tere ḍhaṅg ne tere saṅg ne kiyā kyā
koī mere dil se pūchhe
koī mere dil se pūchhe
jab tū muskurātī …
aisī terī rachnā sochtā rah gayā
jaise koī sapnā dekhtā rah gayā
tujhe gar chhū lūṇ mauj meṅ jhūlūṇ
terī chāh meṅ merī āh meṅ is rāh meṅ milā kyā
koī mere dil se pūchhe
terī do āṇkheṅ mere donoṅ jahāṅ
bas gayā inmeṅ jāūṇ ab maiṅ kahāṇ
karke dīvānā ab nahīṅ jānā
tere pyār meṅ intazār meṅ ikrār meṅ huā kyā
chup rahā dil ye aur sab kah gayā
jaise koī dariyā jośh meṅ bah gayā
ruk nahīṅ pāūṇ bahtī jāūṇ
maiṅ machal gaī maiṅ sambhal gaī ke badal gaī huā kyā
koī mere dil se pūchhe
jab tum muskurāte ho man ke dīp jalāte ho
jab tum pās āte ho maṅzil naī dikhāte ho
maiṅ nikhar chalī maiṅ saṅvar chalī maiṅ kidhar chalī patā kyā
koī mere dil se pūchhe