Jab tak rahe tan men jiyaa, vaadaa rahaa o saathiyaa

जब तक रहे तन में जिया, वादा रहा ओ साथिया
Work
Year
Language

जब तक रहे तन में जिया, वादा रहा ओ साथिया
हम तुम्हारे लिए, तुम हमारे लिए

धूँप लगेगी जब जब तुम को सजना
ओडारुन्गी मैं आँचल की छैया
साँझ पडे जब थक जाओगे बलमा
वारुन्गी मैं गोरी गोरी बैया
डोलूँगी बन के चांदनी मैं तेरे अंगना

सारे जनम को अब तो अपने तन पे
ओढी चुनरिया मैंने साजन की
खिली रहे मुस्कान तेरी फिर चाहे
लूट जाए बगिया मेरे जीवन की
मैं जीवन छोड़ दूँ, छोडूँ ना मैं तेरी गलियाँ

jab tak rahe tan meṅ jiyā, vādā rahā o sāthiyā
ham tumhāre lie, tum hamāre lie

dhūṇp lagegī jab jab tum ko sajnā
oḍārungī maiṅ āṇchal kī chhaiyā
sāṇjh paḍe jab thak jāoge balmā
vārungī maiṅ gorī gorī baiyā
ḍolūṇgī ban ke chāṅdnī maiṅ tere aṅgnā

sāre janam ko ab to apne tan pe
oḍhī chunriyā maiṅne sājan kī
khilī rahe muskān terī phir chāhe
lūṭ jāe bagiyā mere jīvan kī
maiṅ jīvan chhoṛ dūṇ, chhoḍūṇ nā maiṅ terī galiyāṇ