Jab tak rahe tan men jiyaa

जब तक रहे तन में जिया
Work
Year
Language

जब तक रहे तन में जिया वादा रहा, ओ साथिया
हम तुम्हारे लिये तुम हमारे लिये
ओ… हम तुम्हारे लिये तुम हमारे लिये

धूप लगेगी जब जब तुमको सजना
ओ डारून्गी मैं आंचल की छैयां
साँझ पड़े जब थक जाओगे बलमा
वारूँगी मैं गोरी गोरी बैयां
डोलूँगी बनके चाँदनी मैं तेरे अँगना
जब तक रहे तन में जिया वादा रहा ओ साथिया
हम तुम्हारे लिये तुम हमारे लिये

सारी जनम को अब तो अपने तन पे हाँ
ओ ओढ़ी चुनरिया मैंने साजन की
खिली रहे मुस्कान तेरी फिर चाहे
ओ लुट जाये बगिया मेरे जीवन की
मैं जीवन छोड़ दूँ छोड़ूँ न मैं तेरी गलियां
जब तक रहे तन में जिया वादा रहा ओ साथिया
हम तुम्हारे लिये तुम हमारे लिये

jab tak rahe tan meṅ jiyā vādā rahā, o sāthiyā
ham tumhāre liye tum hamāre liye
o… ham tumhāre liye tum hamāre liye

dhūp lagegī jab jab tumko sajnā
o ḍārūngī maiṅ āṅchal kī chhaiyāṅ
sāṇjh paṛe jab thak jāoge balmā
vārūṇgī maiṅ gorī gorī baiyāṅ
ḍolūṇgī banke chāṇdnī maiṅ tere aṇgnā
jab tak rahe tan meṅ jiyā vādā rahā o sāthiyā
ham tumhāre liye tum hamāre liye

sārī janam ko ab to apne tan pe hāṇ
o oṛhī chunriyā maiṅne sājan kī
khilī rahe muskān terī phir chāhe
o luṭ jāye bagiyā mere jīvan kī
maiṅ jīvan chhoṛ dūṇ chhoṛūṇ na maiṅ terī galiyāṅ
jab tak rahe tan meṅ jiyā vādā rahā o sāthiyā
ham tumhāre liye tum hamāre liye