जब से तुमको देखा है सनम
क्या कहें कितने हैं बेचैन
जब से तुमको चाहा है सनम
क्या कहें कितने है बेचैन
पहली नजर में किया ऐसा जादू
ना होश है, ना है दिल पे मेरे काबू
ये सोच के घबराऊँ, आशिक ना बन जाऊँ
जब से तुम को मांगा है सनम, निंद है ना मुझे कही चैन
तू ने चुरा ली मेरी निंद सारी
कितनी सताये मुझे बेकरारी
तेरी याद जो आती है, कोई दर्द जगाती है
जब से तुम को पाया है सनम, देखूँ सपने दिन रैन
jab se tumko dekhā hai sanam
kyā kaheṅ kitne haiṅ bechain
jab se tumko chāhā hai sanam
kyā kaheṅ kitne hai bechain
pahlī najar meṅ kiyā aisā jādū
nā hośh hai, nā hai dil pe mere kābū
ye soch ke ghabrāūṇ, āśhik nā ban jāūṇ
jab se tum ko māṅgā hai sanam, niṅd hai nā mujhe kahī chain
tū ne churā lī merī niṅd sārī
kitnī satāye mujhe bekrārī
terī yād jo ātī hai, koī dard jagātī hai
jab se tum ko pāyā hai sanam, dekhūṇ sapne din rain