जब से सरकार ने नशाबन्दी तोड़ दी
जब से सरकार ने नशाबन्दी तोड़ दी
मानो या ना मानो हमने पीनी छोड़ दी
छुप-छुप के पीने का मज़ा कुछ और था
वो भी क्या दिन थे black में मँगाते थे
मैख़ाने खुल गए सारे मज़े धुल गए
रोक भी तोड़ दी बोतल भी फोड़ दी
जब से सरकार …
female: hello\-hello handsome. You are always welcome.
private club में miss rosy रोज़ पिलाती थी
सीटी भी बजाती थी गाना भी सुनाती थी
female: come on, boy. come on.
मुन्ने की माता जी एक पैग़ाम लाती हैं
सामने वो बाप के सौ-सौ दुखड़े सुनाती हैं
जीना हराम हुआ पीना हराम हुआ
चढ़ते नशे की टांग बीवी ने तोड़ दी
मानो या ना मानो …
jab se sarkār ne naśhābandī toṛ dī
māno yā nā māno hamne pīnī chhoṛ dī
chhup-chhup ke pīne kā mazā kuchh aur thā
vo bhī kyā din the black meṅ mṇgāte the
maikhāne khul gae sāre maze dhul gae
rok bhī toṛ dī botal bhī phoṛ dī
jab se sarkār …
female: hello\-hello handsome. You are always welcome.
private club meṅ miss rosy roz pilātī thī
sīṭī bhī bajātī thī gānā bhī sunātī thī
female: come on, boy. come on.
munne kī mātā jī ek paiġhām lātī haiṅ
sāmne vo bāp ke sau-sau dukhaṛe sunātī haiṅ
jīnā harām huā pīnā harām huā
chaṛhte naśhe kī ṭāṅg bīvī ne toṛ dī
māno yā nā māno …