जब से देखा है तेरे हाथ का चंद्
जब से देखा है तेरे हाथ का चाँद
मैने देखा नहीं रात का चाँद
दिल मेरा खो गया बेखबर हो गया
ऐसा था पहली मुलाकात का चाँद
हो जब से देखा है …
हूँ खुली खिड़की से हवा जो आए
तेरे आँचल की वो खुश्बू लाए
चलाया जादू ये तू ने कैसा
कि हाल है मेरा दीवानों जैसा
आसमां झुक गया पल वहीं रुक गया
कोई आहट हुई तो धड़कने लगा दिल मेरा
हो जब से देखा है …
हो हमेशा मुझ को तेरी याद आई
तुझे ही चाहे मेरी तनहाई
तुझे मैं सोचूँ अकेलेपन में
तेरी धड़कन है मेरी धड़कन में
रात भर जागती ये दुआ माँगती
मेरे महबूब जल्दी से अब सामना हो तेरा
ओह ओह जब से देखा है …
जब से देखा है तेरे हाथ का चाँद
मैने देखा नहीं रात का चाँद
दिल मेरा खो गया बेखबर हो गया
ऐसा था पहली मुलाकात का चाँद
हो जब से देखा है …
हो नज़र में तू है जिगर में तू है
दुआ में तू है असर में तू है
मेरे सीने में धड़कता है तू
मेरी साँसों में महकता है तू
वक़्त है शबनमी बस तेरी है कमी
मेरी आहों में बाहों में रहता दिवाना मेरा
हो जब से देखा है …
हो हमेशा मुझ को तेरी याद आई
तुझे ही चाहे मेरी तनहाई
तुझे मैं सोचूँ अकेलेपन में
तेरी धड़कन है मेरी धड़कन में
रात भर जागती ये दुआ माँगती
मेरे महबूब जल्दी से अब सामना हो तेरा
ओह ओह जब से देखा है …
jab se dekhā hai tere hāth kā chāṇd
maine dekhā nahīṅ rāt kā chāṇd
dil merā kho gayā bekhabar ho gayā
aisā thā pahlī mulākāt kā chāṇd
ho jab se dekhā hai …
hūṇ khulī khiṛkī se havā jo āe
tere āṇchal kī vo khuśhbū lāe
chalāyā jādū ye tū ne kaisā
ki hāl hai merā dīvānoṅ jaisā
āsmāṅ jhuk gayā pal vahīṅ ruk gayā
koī āhaṭ huī to dhaṛakne lagā dil merā
ho jab se dekhā hai …
ho hameśhā mujh ko terī yād āī
tujhe hī chāhe merī tanhāī
tujhe maiṅ sochūṇ akelepan meṅ
terī dhaṛkan hai merī dhaṛkan meṅ
rāt bhar jāgtī ye duā māṇgtī
mere mahbūb jaldī se ab sāmnā ho terā
oh oh jab se dekhā hai …
jab se dekhā hai tere hāth kā chāṇd
maine dekhā nahīṅ rāt kā chāṇd
dil merā kho gayā bekhabar ho gayā
aisā thā pahlī mulākāt kā chāṇd
ho jab se dekhā hai …
ho nazar meṅ tū hai jigar meṅ tū hai
duā meṅ tū hai asar meṅ tū hai
mere sīne meṅ dhaṛaktā hai tū
merī sāṇsoṅ meṅ mahaktā hai tū
vaqt hai śhabanmī bas terī hai kamī
merī āhoṅ meṅ bāhoṅ meṅ rahtā divānā merā
ho jab se dekhā hai …
ho hameśhā mujh ko terī yād āī
tujhe hī chāhe merī tanhāī
tujhe maiṅ sochūṇ akelepan meṅ
terī dhaṛkan hai merī dhaṛkan meṅ
rāt bhar jāgtī ye duā māṇgtī
mere mahbūb jaldī se ab sāmnā ho terā
oh oh jab se dekhā hai …