जब रातों की नींद और दिन का चैन जाए
क्लूक
कोई समझाए मुझे क्लूक क्या होता क्लूक
मेरी रातों की नींद गई दिन का चैन गया क्या होता है ये क्लूक
जब दिल में धड़कन में कोई आके समा जाएगा
इक पल में तेरे मन में कोई जादू जगा जाएगा
अरे बड़ा तड़पाए वो है क्लूक
जो होश उड़ाए वो है क्लूक
जब रातों की नींद और दिन का चैन जाए
यही होता है ये क्लूक
ये क्या लगा रखा है क्लूक थोड़ी चालाकी थोड़ा धोखा है
बनाओ भोले भालों को बेवकूफ़ मिला अच्छा मौक़ा है
यूं ही कुछ लोग महफ़िल में किसी से क्यूं उलझते हैं
ये दिलवालों की बातें दिलवाले जानते हैं दिलवाले समझते हैं
मैने ज़रा ज़रा ये जाना थोड़ा थोड़ा पहचाना
इस बात का मतलब क्या है इक बार और बतलाना
जब नज़रों की गाड़ी चले छुक छुक छुक
तो दिल में जो होता है वो धुक धुक धुक
जब रातों की नींद …
ऐसे क्यूं महकाती है पागल हवा
मैं कुछ कुछ समझ गई
मैं कुछ कुछ ना समझी
बहकी बहकी सी क्यूं नशीली घटा
मैं कुछ कुछ समझ गई
मैं कुछ कुछ ना समझी
पास आए जो तू मेरे तो फिर मैं तुझे बताऊं
इन सबको वही हुआ है कैसे तुझको समझाऊं
शरमा के पलक जाए झुक झुक झुक
सीने में साँस जाए रुक रुक रुक
जब रातों की नींद …
हाँ अब तो समझ गई क्लूक ये क्या होता है क्लूक
कोई मिले किसी से जब छुप छुप छुप
वो सारी उम्र रहे चुप चुप चुप
जब रातों की नींद …
klūk
koī samjhāe mujhe klūk kyā hotā klūk
merī rātoṅ kī nīṅd gaī din kā chain gayā kyā hotā hai ye klūk
jab dil meṅ dhaṛkan meṅ koī āke samā jāegā
ik pal meṅ tere man meṅ koī jādū jagā jāegā
are baṛā taṛpāe vo hai klūk
jo hośh uṛāe vo hai klūk
jab rātoṅ kī nīṅd aur din kā chain jāe
yahī hotā hai ye klūk
ye kyā lagā rakhā hai klūk thoṛī chālākī thoṛā dhokhā hai
banāo bhole bhāloṅ ko bevkūf milā achchhā mauqā hai
yūṅ hī kuchh log mahafil meṅ kisī se kyūṅ ulajhte haiṅ
ye dilvāloṅ kī bāteṅ dilvāle jānte haiṅ dilvāle samajhte haiṅ
maine zarā zarā ye jānā thoṛā thoṛā pahchānā
is bāt kā matalab kyā hai ik bār aur batlānā
jab nazroṅ kī gāṛī chale chhuk chhuk chhuk
to dil meṅ jo hotā hai vo dhuk dhuk dhuk
jab rātoṅ kī nīṅd …
aise kyūṅ mahkātī hai pāgal havā
maiṅ kuchh kuchh samajh gaī
maiṅ kuchh kuchh nā samjhī
bahkī bahkī sī kyūṅ naśhīlī ghaṭā
maiṅ kuchh kuchh samajh gaī
maiṅ kuchh kuchh nā samjhī
pās āe jo tū mere to phir maiṅ tujhe batāūṅ
in sabko vahī huā hai kaise tujhko samjhāūṅ
śharmā ke palak jāe jhuk jhuk jhuk
sīne meṅ sāṇs jāe ruk ruk ruk
jab rātoṅ kī nīṅd …
hāṇ ab to samajh gaī klūk ye kyā hotā hai klūk
koī mile kisī se jab chhup chhup chhup
vo sārī umr rahe chup chup chup
jab rātoṅ kī nīṅd …