जब किसी को किसी से मोहब्बत होती है ... कैसा ये प्यार है
जब किसी को किसी से मोहब्बत होती है
ये न पूछो सनम कैसी हालत होती है
ना सुबह का पता ना खबर शाम की
क्या किसी से कहें जान-ए-जां
कैसा ये प्यार है ये कैसा प्यार है
जब किसी को किसी से …
जिसने किया है उसको पता
कैसा नशा है इस दर्द का
ना रोक राहें जान-ए-वफ़ा
करने दे मुझको तू ये खता
अब तो मिटा फ़ासला
हर घड़ी बेखुदी हर घड़ी बेबसी
क्यूं सताने लगीं दूरियां
कैसा ये प्यार है …
चेहरा तेरा ये मेरे सनम
मेरी नज़र में है छाने लगा
कैसे संभालूं इसको भला
सीने से ये दिल जाने लगा
चलता नहीं बस मेरा
ना तुझे चैन है ना मुझे होश है
धड़कनें बन गईं हैं ज़ुबां
कैसा ये प्यार है …
jab kisī ko kisī se mohabbat hotī hai
ye na pūchho sanam kaisī hālat hotī hai
nā subah kā patā nā khabar śhām kī
kyā kisī se kaheṅ jān-e-jāṅ
kaisā ye pyār hai ye kaisā pyār hai
jab kisī ko kisī se …
jisne kiyā hai usko patā
kaisā naśhā hai is dard kā
nā rok rāheṅ jān-e-vafā
karne de mujhko tū ye khatā
ab to miṭā fāslā
har ghaṛī bekhudī har ghaṛī bebsī
kyūṅ satāne lagīṅ dūriyāṅ
kaisā ye pyār hai …
chehrā terā ye mere sanam
merī nazar meṅ hai chhāne lagā
kaise saṅbhālūṅ isko bhalā
sīne se ye dil jāne lagā
chaltā nahīṅ bas merā
nā tujhe chain hai nā mujhe hośh hai
dhaṛakneṅ ban gaīṅ haiṅ zubāṅ
kaisā ye pyār hai …