जब जाग उठे अरमां, तो कैसे नींद आये
जब जाग उठे अरमां तो कैसे नींद आए
हो घर में हसीं मेहमां तो कैसे नींद आए, नींद आए
जब जाग उठे अरमां तो कैसे नींद आए
(ये रात ये दिल की धड़कन ये बढ़ती हुई बेताबी
इक जाम की खातिर जैसे बेचैन हो कोई शराबी ) - (2)
शोलों में गिरी हो जान तो कैसे नींद आए
जब जाग उठे अरमां तो कैसे नींद आए
(नज़दीक बहुत है मंज़िल फिर भी है ग़ज़ब की दूरी
ऐ दिल ये तू ही बतला दे ये कौन सी है मजबूरी ) - (2)
जब सोच में हो इनसां तो कैसे नींद आए
हो घर में हसीं मेहमां तो कैसे नींद आये, नींद आए
जब जाग उठे अरमां तो कैसे नींद आए
jab jāg uṭhe armāṅ to kaise nīṅd āe
ho ghar meṅ hasīṅ mehmāṅ to kaise nīṅd āe, nīṅd āe
jab jāg uṭhe armāṅ to kaise nīṅd āe
(ye rāt ye dil kī dhaṛkan ye baṛhtī huī betābī
ik jām kī khātir jaise bechain ho koī śharābī ) - (2)
śholoṅ meṅ girī ho jān to kaise nīṅd āe
jab jāg uṭhe armāṅ to kaise nīṅd āe
(nazdīk bahut hai maṅzil phir bhī hai ġhazab kī dūrī
ai dil ye tū hī batlā de ye kaun sī hai majbūrī ) - (2)
jab soch meṅ ho insāṅ to kaise nīṅd āe
ho ghar meṅ hasīṅ mehmāṅ to kaise nīṅd āye, nīṅd āe
jab jāg uṭhe armāṅ to kaise nīṅd āe