जब दिल न लगे दिलदार हमारी गली आ जाना
आ जाना आ जाना आ जाना आ जाना
जब दिल न लगे दिलदार हमारी गली आ जाना
जब करना हो हमसे प्यार हमारी गली आ जाना
आ जाना …
जब याद सताए तुम्हें यार हमारी गली आ जाना
जब करना हो दीदार हमारी गली आ जाना
जब नींद आए न रातों को रानी करने लगे तंग तुझको जवानी
धड़कन सताए जादू जगाए मौसम करे छेड़खानी
जब जोबना पे आए निखार हमारी गली आ जाना
जब दिल न लगे दिलदार …
जब हद से बढ़ने लगे बेकरारी जब उम्र जाए न तन्हा गुज़ारी
नज़दीक आके तन से लगा के कर लेना तुम बात सारी
न करना कभी इंतज़ार हमारी गली आ जाना
जब याद सताए तुम्हें …
ā jānā ā jānā ā jānā ā jānā
jab dil na lage dildār hamārī galī ā jānā
jab karnā ho hamse pyār hamārī galī ā jānā
ā jānā …
jab yād satāe tumheṅ yār hamārī galī ā jānā
jab karnā ho dīdār hamārī galī ā jānā
jab nīṅd āe na rātoṅ ko rānī karne lage taṅg tujhko javānī
dhaṛkan satāe jādū jagāe mausam kare chheṛkhānī
jab jobnā pe āe nikhār hamārī galī ā jānā
jab dil na lage dildār …
jab had se baṛhne lage bekrārī jab umr jāe na tanhā guzārī
nazdīk āke tan se lagā ke kar lenā tum bāt sārī
na karnā kabhī iṅtazār hamārī galī ā jānā
jab yād satāe tumheṅ …